LYRIC
Sach Keh Raha Hai Deewana Lyrics by K.K, from the movie “Rehnaa Hai Tere Dil Mein”, latest Hindi song 2022, music has been given by Harris Jayaraj, and sach keh raha hai deewana song lyrics are penned by Sameer.
Sach Keh Raha Hai Deewana Lyrics
Sach keh raha hai deewana dil
Dil naa kisi se lagana
Sach keh raha hai deewana dil
Dil naa kisi se lagana
Jhoote hai yaar ke waade sare
Jhoothi hai pyar ki kasmein
Maine har lamha
Jisse chaha jisse puja
Usi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha tanha chhoda
Sach keh raha hai deewana dil
Dil naa kisi se lagana
Jhoothe yaar ke waade sare
Jhoothi hai pyar ki kasmein
Maine har lamha
Jisse chaaha jisse puja
Usi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha tanha chhoda
Mausam mausam tha suhana bada
Mausam mausam maine dekha usse
Huya main paagal
Bas pal bhar mein aa aa
Mausam mausam tha suhana bada
Mausam mausam maine dekha usse
Huya main paagal
Bas pal bhar mein
Aake basi hai wo mere maan me
Uski kami hai ab jeevan me
Woh door hai meri nazron se
Kyon usse main chaahun
Oh oo sach keh raha hai deewana dil
Dil naa kisi se lagana
Jhoothe hai yaar ke waade sare
Jhoothi hai pyar ki kasmein
Maine har lamha
Jisse chaaha jisse puja
Usi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha tanha chhodaa
Sundar sundar wo haseena baadi
Sundar sundar main toh khone laga
Uske nashe me bin piye baheka aa aa
Sundar sundar wo haseena baadi
Sundar sundar main toh khone laga
Uske nashe me bin piye baheka
Ek din usse bhula dunga main
Uske nishaan mita dunga main
Chaahunga naa main uss patthar ko
Jaa usse bata de
Lallaai lai lai lai la le
Lallaai lai lai lai la
Lallaai lai lai lai la le
Lallaai lai lai lai la
Maine har lamha
Jisse chaha jisse puja
Usi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha tanha chhoda
SONG INFO:
Song: Sach Keh Raha Hai Deewana
Singer: K.K
Music: Harris Jayaraj
Lyrics: Sameer